Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics
|

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics

“Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali ho” is a cherished Urdu Naat, which is a devotional expression of love and longing for the city of Madinah and the Prophet Muhammad (peace be upon him). In this article, we will explore the original lyrics, the author, singers, and provide the Naat’s English, Urdu, and Hindi versions.

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics:

“Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali ho
Aur yaad Muhammed ki mere dil mein basi ho
Ai kaash! mai banjaoon Madine ka musafir
Phir roti huwi Taibah ko baraat chali ho
Jab aaon Madine me to har chaak girebaan
Aankhaon se barasti huwi ashkaun ki jhadi ho
Ai kaash! Madine mein mujhe maut yoon aaye
Qadmaun mein Tere sar ho meri rooh chali ho
Jab leke chalo gharibaan ko janazah
Kuch khaak Madine ki mere munh pe saji ho
Jis waqt nakirein meri qabr mein aaein
Us waqt mere lab pe saji Naat-e-Nabi ho
ALLAH! karam aisa kare tujh par jahaan mein
Ai Dawate Islami teri dhoom machi ho
AQA ka gada hoon ai jahan’nam tu bhi sunle
Woh kaise jalay jo ke ghulam-e-Madani ho
AQA ki shifa’at se to jannat hi mile GI
Ai kaash! Ke Qadmaun me jaga un ke mili ho
Mehfooz sada rakhna Shaha be adbaun se
Aur mujhse bhi sarzad na kabhi be adbi ho”

Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics in Urdu:

ہر وقت تصور میں مدینے کی گلی ہو
اور یاد محمد کی میرے دل میں بسی ہو
ای کاش! میں بن جاؤں مدینے کا مسافر
پھر روتی ہوئی طائبہ کو برات چلی ہو
جب آؤں مدینے میں تو ہر چاک گریبان
آنکھوں سے برستی ہوئی آشکوں کی جھڑی ہو
ای کاش! مدینے میں مجھے موت یوں آئے
قدموں میں تیرے سر ہو میری روح چلی ہو
جب لے چلو گریبان کو جنازہ
کچھ خاک مدینے کی میرے منہ پہ سجی ہو
جس وقت نکیریں میری قبر میں آئیں
اُس وقت میرے لب پہ سجی نعتِ نبی ہو
اللہ! کرم ایسا کرے تجھ پر جہاں میں
ای دعوتِ اسلامی تیری دھوم مچی ہو
آقاء کا غادہ ہوں اے جہنم تو بھی سن لے
وہ کیسے جلے جو کہ غلامِ مدنی ہو
آقاء کی شفاعت سے تو جنت ہی ملے گی
ای کاش! کہ قدموں میں جگہ ان کی ملی ہو
محفوظ سدا رکھنا شاہا بے ادباؤں سے
اور مجھ سے بھی سرزد نہ کبھی بے ادبی ہو”

Author of Naat Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho

The Naat “Har waqt Tasawwur mein” is a creation of Allama Muhammad Ilyas Attar Qadri, a renowned poet and religious scholar.

Singers of Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Naat:

This beautiful Naat has been performed by notable Naat Khans, including Mohammad Owais Raza Qadri and Muhammad Shahbaz Qadri.

RELATED ARTICLES:

FAQ’s

Who is the author of the Naat ‘Har Waqt Tasawwur Mein’?

The author of this Naat is Allama Muhammad Ilyas Attar Qadri, a renowned poet and religious scholar.

What is the significance of this Naat for Muslims?

This Naat holds great significance as it reflects the intense love and reverence for Prophet Muhammad and the desire to visit the holy city of Madinah. It encourages believers to remember and honor the Prophet and to aspire to visit his blessed city.

Can you provide more information about the singers who have performed this Naat?

Certainly. This beautiful Naat has been performed by notable Naat Khans, including Mohammad Owais Raza Qadri and Muhammad Shahbaz Qadri.

Is there a translation of this Naat in different languages?

Yes, the Naat has been translated into various languages, including English and Hindi, to make it accessible to a broader audience.

Where can I read the full Naat lyrics in its original Urdu form?

You can find the full original Naat lyrics in Urdu in our article, ‘Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics.’

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *